Friday, 5 June 2020

Blogger के New Post में Internal Link कैसे Add करें

Internal link kya hai, ise blog ke new post me kaise add karate hai ise jaanane ke liye sabse pahle aapko internal links ke baare me jaanna hoga. mai is article me apne blog ya other site ke links ko apne site ke post ke bich me add karne ke bare me batauga Jise fallow karke koi bhi bahut aasani se new posts me internal links add kar sakta hai. Isse pahle links ke bare me jan lete hai. and Isse kisi blogger ko kya faida hota hai ?

Add a Internal link to your blog post

What is internal Links ?

Links ke bare me ek blogger behatar samajh sakta hai. Jab ham kisi site par visit karke dekhate hai ki artical ke bich-bich me kuchh link hote hai, jispar arrow lejane par uska url dikhane lagata hai. aur us link ka colour bhi change ho jata hai. ye design ke upar dipend karta hai.

Jispar clicks karke ham dusre page par chale jate hai. ya fir dusre sabdo me kahe to content me links site par visit karne vale visitors ko kisi dusre pages ya artical par le jane ka madhyam hota hai. jisse readers new artical ko padhte hai.

➽ Blogspot में SEO Basics Settings कैसे करें
➽ Keywords Planner Tool से SEO Keyword Research कैसे करें
➽ Site Google, Bing Search Engine में कैसे Submit करें

Post me Internal link kyu add karte hai

Sabhi blogger chahte hai ki uske blog par jyada se jyada traffic aaye. iske liye post type karne ke sath usme kuchh internal link dalne se aapke site par aane vale visitor site ko ignor nhi karte. kyoki unhe read karne ke liye links mil jata hai.

So links par click karke dusare page par chale jate hai. Jo blog ki CPC ke liye batter hota hai. agar aap apne site ki ranking and traffic increase karna chahte hai, to new post me other page ka links jarur add kare.

➽ Blog SEO Tips से Website Rank Improve कैसे करें
➽ Blog /Website को Mobile Friendly कैसे बनाएं SEO Tips

Add a Internal link to your blog post

Agar aap post likh chuke hai, aur usme links add karna chahte hai ya fir artical likhate time link ko jodna chahte hai. in dono halat me linkks dalne ke bare me batane ja rha hu. 

Step-1: Go to your blogger post editer

Sabse pahale apne blogger blog ke deshboard me jaye. fir Post ke option par click kare. Ab aapke samne all posts ka page aayega.

Agar new posts me internal link add karna hai to New Post par click kare.

Yadi pahale se likhe kisi post me link add karna hai hai to us contant ke niche arrow le jaye, kuchh option show hoge usme Edit par click kare.

Step-2: Click on link

Ab aap post editer me pahuch jayege. Usme upar kuchh option hote hai usme Link par click kare.

➽ Analytics Account कैसे बनाएँ Blog Traffic जानने के लिए
➽ Blogger में login Email ID कैसे Change करें

Step-3: Edit your internal link

link par clicks karte hi ek new window open hogi jaisa ki aap niche screenshot me dekh rahe hai.

1. Web address ke samne trick kare.

2. Text to display Yha jo words show karna chahate hai jisapar visitors click karke other post par ja sake likhe.

3. Wich URL should this link go to ke niche box me jis post ko dikhana chahte hai uska address (url) dale.

4. Agar Internal link ko browser ke new tab me open karna chahte hai to yaha trik jarur kare.

5. Last me OK ki button par click kare.

Add internal link new post

Ab aap Publish ya Update karke dekhege to aapke blog me apne hi post ka links add ho chuka hai.

I hope ye artical aapke liye helpfull rha. Dosto agar ye post aapke liye helpfull ho to comment karke apni pratikriya jarur de. Ya fir is post se relative koi saval ho to coment karke puchh sakte hai. Mujhe aapke saval ka javab dene me khushi hogi.

6 comments:

  1. kya yeh link adsence se approval hone ke baad kare ya starting post me hi ker sakte hai.bataye sir

    ReplyDelete
  2. HI - this good site?

    ReplyDelete
  3. Internal links kisi bhi post me aap jab chahe add kar sakte hai

    ReplyDelete
  4. this is good website

    you can see my website dewasa369.blogspot.com

    ReplyDelete