Monday, 11 May 2020

Blogger Post Editer Tools की पूरी जानकारी

Blogger में new post कैसे लिखें सभी feature के use से blog writing kare, blogger post editer क्या है, इसमें कौन -कौन से feture होते हैं ? इसे कैसे use करते हैं ? ये सब is post में जानेगे | क्युकी blog पर पोस्ट लिखने के लिए पोस्ट editer की पूरी जानकारी होना बहुत जरुरी है | अगर आपने content लिखने के लिए site बनाया है, तो ये  artical आपके लिए most important है | इसमें मैंने blog writing के लिए सभी tools के बारे में full guide किया है | मेरे बताये इस टिप्स की हेल्प से जो भी आर्टिकल लिखेगे सभी tool को जरूरत के अनुसार use कर सकते हैं

blogger post editor tools

एक अच्छा blog writing के लिए आपको post editer की अच्छी जानकारी होनी चाहिए | क्योकि आपकी साईट पर विजिट करने बाले विजिटर आपके content को तभी पसंद करते है, जब आप जरूरत के अनुसार सभी feature को use करके बढ़िया content लिखते हैं |

क्लीन blog writing को Google, Bing search engine भी इसे पसंद करते हैं | दूसरी बात अगर आप बिना optomize किए content लिखेगे तो ये seo के लिए hormfull होता है, जिससे आपके site पर traffic कम आएगा या नहीं के बराबर होता है |

Blog wriring from post editer tools

Blog बनाने के बाद new bloggers इस बात को समझ नहीं पाते की post editer क्या है | and content टाइप करने के लिए काफी परेसान भी होते हैं |

मैं आपको बता दूँ अगर आप कोई content लिखना चाहते है तो new post के option पर क्लिक करके डायरेक्ट post editer में पहुँच जायेगे | और वहा आपको अनेक ऐसे eature मिलेगे  जिसे use करके अपने blog के लिए अच्छा post लिख सकते हैं |


Jab blogger dashboard me jakar new post par click karte hi post editer tools show hone lagate hai. Blogger post editer tools ko 5 bhag me divide karke samjh sakate hai. jise niche image me dekhe.

1. Post Title

Post editer me jo box sabse upar hota hai ye blogger post editer tools ka sabse men bhag hota hai, jisme title likha jata hai.

Post likhane se pahle ye soch le ki aapko kis topic par post likhana hai fir men keywords ke sath ek badhiya title is box me type karate hai.

Short words me kaha jaye to post title me Us topic ka name likha jata hai jis par pura post aadharit hota hai. Yhi contant ka men topic bhi hota hai.

2. Post Body-

Niche jo sabse bada box hota hai isame content  likha jata hai. jo men heding ke bare me hota hai. yah 500 words se kam nhi hona chahiye. nhi to search engine aapke content ko index nhi karega.

3. Tools-

Post tools me dekhe to der sare tool dikhai dete hai. In sab ke bare me maine ek- ek karke bataya hai.

1. Compose me ham apana post type karte hai.

2. HTML post body me likhe post ka code hota hai. HTML par click karke code dekh sakte hai.

3. Undo se last me likhe sabd se one step back hote hai.

4. Redo ke bare me aap jante hi hoge kyuki computer chalane vale ke liye iski jarurta padti hai jab vo blog writing karte hai agar nahi jante hai to mai aapko bata du ki iski help se aap one step aage jate hai.

5. Font  ke option me some fonts hai jinko use karke ek badhiya blog writing kar sakte hai. jaise- Arial, Courier, Georgia, Helvetica, Times, Trebuchet, Verdana.

6. Font size commond se fonts ki size ko choose karte hai. Jis fonts me aap blog writing karna chahte hai. jaise- Smallest, Small, Normal, Large. kar sakte hai.

7. Formate tools se blog writing me men topic ko dikhaya jata hai jiske bare me post likhate hai jaise- Heading, Subheading, Minor heading, Normal ets.

8. Bold command se likhe words ko selecte karke bold karte hai. jaise- Paisa Kaise

9. Italic comend text ko tirchhe karte hai. jaise- hindipe

10. Underline comend se text ke niche line ho jati hai. jaise- paisakaise

11. Strikethrough ye comends type kiye text ko midile se cut karne ke liye hai. jaise- paisakaise

12. Text colour Likhne ke liye text colour chunate hai.


13. Text background colour yha se type kiye text ka background colour chuse karte hai.


14. Add or remove Link blogger post editer tools ka aisa featur hai jiski help se aap apne blog ke post me koi bhi links add kar sakte hai. yha pe click karne se ek khidaki khulti hai..

Wich url should this link go to ke niche box me jo link chahte hai url dale. Fir upar box me link ka name add karate hai. Last me ok kare. adhik jankari ke liye ye post padhe- Blogger Blog के Post में Internal Link कैसे add करें

15. Interst image blogger post editer tools ke is feature se aap apne site ke liye computer me save kiye gaye image ko upload kar sakte hai.

16. Interst a video se apne blog par video upload karte hai.

17. Insert special characters- Yah new feature hai jise blogger ne 2016 me start kiya. isse apne artical type karte samy agar kisi simble ki jarurt padti hai khaskar arrow to yha se use kar sakte hai.

18. Insert jump break se apne post ko 2 bhag me dived karte hai. jisse subscribe karne vale visiter ko aadhi post hi mail par jati hai.

19. Alignment se text ko manage karte hai. isme 4 tarh se page lene ke option hai.

20. Numbered list se post me number add kar sakte hai.

21. Bullet list ke option se number ke sthan par bindu aate hai.

22. Quote se jo aapko special ho dikha sakte hai. jaise

Paisakaise.in site online Internet se judi sari samsya ka hal hindi me karta hai. Ydi koi problem ho to coment kare

23. Remove formating type kiye anek formate ko remove karte hai. Jaise aapne koi post type kiya hai uspar bold, italic, undarline, text colour jo bhi Format diya hai. use is comand ki madad se remove kar sakate hai.

➽ Google के बारे में रोचक बातें
➽ Computer Hard Drive Partition कैसे बनाएं

24. Check spelling is comend se wrong spelling ko check karte hai.

25. Transliterate worlds typed phonetically in english is option se ham type english me karte hai but jo langves select karte hai type hota hai. jaise-Hindi pe ko english me type karte hai. lekin hindi select karne par हिंदी पे is tarh se likha jata hai.

3. Left to right / Right to left Is comend se type karne ke paira ko left ya right se se start karte hai. Uedu right se left likha jata hai.

26. Choose transliteration language isme apni language choose karna hai jisme ki aap post ko type karna chahte hai Jaise - Hindi, Inglish, Marsthi, Gujarati ets bahut si bhashaye hai.

27. Left to Right And Right to Left Is comend ka use karke left ya right se type karte hai. Jaise Urdu ko right se left likha jata hai.

4. Post settings-

Post settings me kuch tools hai jinhe apne blog ko publish karne se pahale joda jata hai.


1. Lable-
Lable se apne lekh ko alag - alag catagrise me divid karke rakhate hai. Isse visitor ko padane me asani hoti hai. post ko lable ke hisab se serch karne me aasan hota hai. Ise add karne ke liye post likhane ke bad lable par click karen. Jo khidki khulti hai apna lable name dalkar done kar de.

2. schedule-
Ydi kisi fix time par post publish karte hai to Schedule me post publish karne se pahale time set karate hai.

3. Permalink-
Permalink me hamare post ka link hota hai. Yha se links ko edit karte hai. jo post ko search me aane ke liye most inportent hai. Adhik jankari ke liye ye post read kare- Blogger Post URL (permalink) को कैसे Edit करें

4. Location-
Yha par aap apni location fill kar sakte hai.

5. Search Description-
Search description blog ke liye jaruri hota hai. serch engin me post title ke sath serch description hi aate hai. jise visitors pad kar site par aate hai. Ye hamare post se relative hote hai. adhik jankari ke liye ise read kare - Search Description क्या है Blog में कैसे Add करते हैं

6. Options-
Blogger post editer tools ke Options me kuch option hai jaise-

Reader coments ko aap show karna chahte hai ya nahi trick kare.

Apne blog ke liye Back link links allow kar de jo seo ke liye achha hota hai.

compose mode, me show html literelly ko chinhit kare.

Line breaks option ka use apne blog me karna chahte hai to kaise karege choose kare.

Last me done par click kar de. is tarh se aap sabhi ko option ko apne anusar manage kar sakte ho.

➽ Favicon Images Blogger में कैसे Add करें
➽ Advanced SEO Search Preference की Setting कैसे करें

5. Post  Options-

Esame kuch button diye hai Publish, Save, Preview, Close. Jise apne post me jarurt ke hisab se use kiya jata hai.

1. Publish- Post ko puri tarh type karne ke bad Yha se publish karte hai jisse serch engin me add ho jata hai. and apke site par dikhane lagata hai.

2. Save- Save karne se type kiya post droft me save ho jata hai. jise bad me time milne par type yo publish kar sakte hai.

3. Preview- post publish karne se pahle preview karke dekhate hai. ki post kaisa dikh raha hai.

4. Close- Is par click karne par post editer close ho jata hai.

I hope aap blogger post editer tool ki help se new blog writing aur publish karna to sikh gaye. Ye mera post kaisa laga.and aapko blogging se relative koi saval puchhna hai to coment kar sakte hai.

2 comments:

  1. i want be profesiaonal blogger
    i hope you can help me

    ReplyDelete
  2. Yes I'll be able to help you, you can ask your question

    ReplyDelete