Is post me social media share buttons blogger me add karane ke bare me janege. Agar aap ek bloggers ho to aapko pata hoga ki kisi blog ke liye social sharing buttons kitana jaruri hai, Jis social media ko share buttons ko blogger blog me add karne ke bare me batane ja rhe hai, kuchh is prakar hai jaise- facebook, twetter, linkden, Google+, and moch more.
Iske alava social share media ko blog me kyu joda jata hai, and iska kya upyog hai ? in sabki jankari mai is artical me bataya gaya hai. ise apne blog me add karne se pahale social media ke bare me jan lete hai.
What is Social media share buttons ?
Social media ke bare me aap sbhi ko pata hoga. aaj internet ki duniya me social media kafi lokpriy hai. and sabhi logo ke pas social id hoga. jaise - Facebook, twtter, gmail, google+, linkden, aise bahut se social site hai jispar aap apna account banakar apne vichar apne dosto ke sath share karate hai. Isake alava aapka koi online buseness hai to promotion karke apne business ko badha sakte hai.
Social media share buttons se faida
Yadi aap ek bloggers hai to Aapko pata hoga ki kisi blog ke liye traffic kitana inportant hai Apne blog par traffic pane ke liye ya site ko pramote karne ke liye social networking site sabse badhiya option hai. blog ke liye 70 % visitors social networking site se hi milte hai. jisase aapke blog ki ranking incrise hoti hai. Isliye blog me social share button hona aruri hai.
➽ Facebook Like Button Blog में कैसे Add करें
➽ Blogger में Category/ Tags Widget कैसे Add करें
➽ About Me Widget Blogger में कैसे Add करें
➽ Blogger में Category/ Tags Widget कैसे Add करें
➽ About Me Widget Blogger में कैसे Add करें
How to add Social media share buttons in your blog
Blogger me social media button add karne ke liye bahut se aise website mil jayege jaha se aap apne pasand ka social buttons ganerate karke apne blog par widhet add kar sakte hai. Niche maine kuchh aise website ka link diya hai.
1. Addthis
2. Sharethis
3. Addtoany
4. Sharexy
Iske alava aap niche diye code ko copy karne ke bad apane blog me add akrke bhi social media share button laga sakate hai. To chaliye mai aapko step by step guide karta hu.
Step-1: Add social media code in your blogger theme
Sabse pahle aap neche diye gaye code ko copy kar le. kyuki ise blogger theme me add karna hai.
<!-- Go to www.addthis.com/dashboard to customize your tools --> <script type="text/javascript" src="//s7.addthis.com/js/300/addthis_widget.js#pubid=ra-57da9ab9a612b5b7"></script>
1. Is code ko copy karne ke bad Apne blog ke dashboard me jaye.
2. fir Theme par click kare.
3. Uske bad jo page khulta hai.
4. usme Edite HTML par click kare.
5. Ab Theme me code seccon aapke samne aayega. Usme </body> code ko search karke uske upar code ko past kar de. jaisa ki niche screenshot me dekh rhe hai.
6. Last me Save Theme par click kare.
Step-2: Inline Share Buttons
Secound code ko copy kare. And ise apne blog ke ek widget me add kare Step by Step guide ke liye niche dekhe.
1. Apne blog ke deshaboard me jaye.
2. fir Layout ke option par clicks kare.
3. Ab Add a Gadget ko chune.
4. uske bad Html/JavaScript par clicks kare. Jo box open hota hai usme copy kiye gaye code ko past kar de.
5. Last me save kar de.
<!-- Go to www.addthis.com/dashboard to customize your tools --> <div class="addthis_inline_share_toolbox_hdmw"></div>
1. Apne blog ke deshaboard me jaye.
2. fir Layout ke option par clicks kare.
3. Ab Add a Gadget ko chune.
4. uske bad Html/JavaScript par clicks kare. Jo box open hota hai usme copy kiye gaye code ko past kar de.
5. Last me save kar de.
I hope social media share buttons blogger me kaise add kare artical aapke liye helpfull rha. Ab aapke blog me social share button puri tarh se jud gya hai. Ydi ise apne blog me add karne me koi problem ho to coment jarur kare. mai aapke saval ka javab duga. And iske alava koi achha social share buttom lagana chahte hai. jaisa ki aap 1 image me dekh rhe ho. to coment me bataye. mai aapko uska code email kar karuga.
Happy blogging..

0 comments: