Sabhi bloggers ko apne blog ke liye ek badhiya blogger templates ki jarurt hoti hai, Jo mobile friendly and seo ready ho, So maine is post me fost loading blogger templates free download karne ke bare me bataya hai. New bloggers is bat ko lekar kafi confuse rhte hai. ki ve kis tarhe ka theme use kare. Is artical me aap free platform blogger blog ke liye fost loading, seo ready, mobile friendly free template download karne ke bare me janege.
Har blogger chahta hai ki uske blog par high traffic ho but uske liye bahut se seo proccess hote hai jisame ek fost loading theme bhi hai. lekin jab tak aap badhiya theme use nhi karte tab tak aap apne blog par traffic nahi increase kar sakte hai. Isliye mera suggesion hai ki Sabse badiya template apne blog ke liye choose kare. Google me search karne par aapko anek aisi website mil jayegi jha se aap apne blog ke liye free blogger templats download kar sakte hai.
Templat kaha se and kaise milege ye janane se pahle ham isake bare me jan lete hai. Best template me anek feature hote hai. jiske bare me mai aapko ek -ek karke is content me batauga usse pahle templete kya hai ye jane.
What is blogger templats ?
Har blog ke liye ek theme ki jarurt hoti hai. Jo html, Css and javascript code se design kiye hote hai. Apni tarf se blogger bhi free templete deta hai, lekin uska tamplate upload karne par aapka blogs website ki tarh se nhi lagata. So mai aapko top 10 website ke bare me batane ja rha hu jaha se aap blogger templates free download kar sakte hai.
➽ Google पर Free Mobile Websites कैसे बनाएं
➽ Blogger Template Zip File को XML File में Convert कैसे करें
➽ Blogger Blog में Template Upload कैसे करें
➽ Google पर Free Mobile Websites कैसे बनाएं
➽ Blogger Template Zip File को XML File में Convert कैसे करें
➽ Blogger Blog में Template Upload कैसे करें
Best blogger templates
Agar aap chahte hai ki aapke site ke liye badhiya template mil jaye to aapko niche diye anek bato ko dhyan me rkhakar theme choose karna chahiye. New bkoggers aqser ye galati karte hai ki apne blog ke liye koi bhi template choose kar lete hai, lekin aisa nhi karna chahiye isse aapka blog badiya nhi ban sakta. jo aapki site ke liye hormfull bhi ho sakta hai. yha mai aapko sugest karna chahuga ki aap niche bataye feature ke anusar hi theme choose kare.
⟾ Mobile fraindly, - Jo mobile me bhi achhe se dikhai de.
⟾ SEO fraindly, - Sabhi search engine me aasani se index ho.
⟾ simple colour, - Simple colour visitors ko kafi achha lagata hai so site me simple color use kare.
⟾ Fast loading, - Theme aisa hona chahiye jo visitors ke visit karne par aasani se load ho jaye. jyada time lene par readers aapki site ko leave kar dete hai. Iske alava google bhi fost loding theme ko hi rank karta hai.
➽ Blogger पर Free Blog बनाने के बाद क्या करें Complete Guide
➽ Blog में Terms And Condition Page Add कैसे करें
➽ Blogger पर Free Blog बनाने के बाद क्या करें Complete Guide
➽ Blog में Terms And Condition Page Add कैसे करें
⟾ Best menu bar-
⟾ Responsive
⟾ Dynamic Heading
⟾ 2 Column Style
⟾ Search Box
⟾ Social Share Button
⟾ Numbered Page Navigation
⟾ Custom Subscribe Box Widget
⟾ Custom 404 Page
⟾ Contact Form Widget
⟾ Multi Author Box
⟾ Light Theme Base Color
Ye sab ek best template me hona chahiye. tab aapka blog perfact hoga. Aapki jankari ke liye bata du ki ye featurs paid template me hota hai. Agar aap crack verson use karte hai to aapka blog hack bhi ho sakta hai, Kyuki crack verson hacker dvara banatya jata hai. to chaliye top 10 website ke bare me jane jaha se blogger templates free download kar sakte hai.
➽ About Me Widget Blogger Blog में Add कैसे करें
➽ Contact Us Page अपने Blog में कैसे Add करें Full guide
➽ About Me Widget Blogger Blog में Add कैसे करें
➽ Contact Us Page अपने Blog में कैसे Add करें Full guide
Free Blogger templates Download Kare
Blogger ke liye badhiya template pana chahte hai to ab aapko jyada paresan hone ki jarurt nhi hai.kyuki maine yha 10 aise site ke bare mebataya hai jo badhiya-se-badhiya theem provide karti hai jha se aap paid and free dono tarh ke tamplate pa sakte hai. jo aapko pasnd ho use download karke apne blog me use kare.
1. Gooyaabi Template - Gooyabi website par perfect free blogger template mil jate hai to aapki site ko ek badiya looks pradan karte hai.
2. Templates - seo rady templates aapko is site par footer creadet link ke bina mil sakta hai. jo free hone ke sath, blog ke liye perfect bhi hai. so blogger templates free download kare.
3. Sora templates - Is website par jo bhi free template milega usme site ka links hoga. Yha par achhi qulity ke thems mil jayege. Iske alava aap paid theme bay karna chahate hai to yha se badhiya paid theme bay kar sakte hai.
4. Templateism- Yha se aapko free and paid dono templata mil jayege. Jo har tarh se fit hote hai.
5. SEO blogger templates - Yha search engine optomigetion template aapko mil jayega jiski design bhi best hai. yha se aap blogger templates free download kar sakte hai.
6. My blogger themes
7. Lovely templates
8. New blogger themes
9. Templateify - Is site par jo theams milege uske footer me creadet links add hota hai. aap chahe to unhe hide kar sakte hai. but uske liye aapko coding ki jankari honi chahiye.
10. Blogger themses -
Upar diye 10 website me se kisi bhi site par visit karke apne blogger blog ke liye free templete downloda kar sakte hai. jo seo ready ke sath mobile fraindly bhi hai.
I hope blogger templates ke bare me jankari aapko achhi lagi. Apne blog ke liye kis tarh ka template download karna chahiye iski puri jankari ho gyi hogi.
I hope blogger templates ke bare me jankari aapko achhi lagi. Apne blog ke liye kis tarh ka template download karna chahiye iski puri jankari ho gyi hogi.

Theme download. Karke blog me kaise set. Kare
ReplyDeleteUsake liye ye post read kare- Blogger Templates Upload or change कैसे करें ?
ReplyDelete